Thursday, June 13, 2013

...
...
...
...
...
Tere To Sun Ko Saba Bandhte Hain Hum Bhi Mazmoon Ki Ki Hawa Bandhte Hain Aah Ka Kis Ne Asar Dekha Hai Hum Ik Apni Hawa Bandhte Hain Teri Fursat Ke Muqabil Aey Umar Barq Ko Paa Ba Hina Baandhte Hain Qaid-E-Hasti Se Rihaaii Maaloom Ashk Ko Be-Sar-O-Paa Baandhte Hain Ghalti Haye Mazameen Mat Pooch Log Naaley Ko Rasa Baandhte Hain Ahl-E-Tadbeer Ki Wamandgiyaan! Aablon Par Bhi Hina Baandhte...
Main Usse Mohabbat Karta Tha Use Ehsaas Dilaya, Aur Usne Mujhe Apni Mohabbat Ka Yakeen Dila Diya, Ghar Se Be-Ghar To Doston Mein Khwar Karva Diya, Jabse Usne Mujhe Uski Mohabbat Mein Giraftar Karva Diya, Uski Ek Jhalak Se Hi Karar Aa Jaye, Jaise Kisi Pyase Ko Pet Bhar Pani Pila Diya, Mohabbat Mein Meri Hi KaMi Thi Ye Ehsaas Dila Diya, Jabse Maine Use Chand Ki Aagosh Mein Lipta Hua Pay...
Zara Sa Aasmaan Diya Hota Meri Wafaaon Ka Sila Diya Hota Maanga Tha Kuch Pal Ka Saath Mere Hisse Ka Pyaar Diya Hota Na Gila Hota Tujh Se Kabhi Bhi Meri Shikayaton Pe Nazar Kiya Hota Intezaar-E-Sanam Jaan Leva Ehsaas Hai Mere Pyaar Ka Ehsaas Sangdil Zara Hota Har Kadam Par Jhoote Waade Kiye Hai Tere Kasmon Ka Sahaara To Mila Hota Jhooti Aas Main Jee Leti Zindagi Kaash Laut Aane Ka Waada...
Bas K Dushwar Ha Har Kam Ka Asan Hona. Aadmi Ko Bhi Mayassar Nahi Insan Hona Grya Chahy Ha Kharabi Mery Kashanay Ki Dar O Deewar Se Tapkay Ha Bayabaan Hona Wae Dewangi E Shouq K Har Dam Mujh Ko Aap Jana Udhar Or Aap Hi Hairaan Hona Jalwa Az Bas K Taqaza E Nigah Karta Ha Johar E Ayena Bhi Chahiay Mizghan Hona Isharat E Qatl Gah E Ehl E Tamanna Mat Pooch Eid Nazzara Ha Shamsheer Ka Uryaan...
Dua Ki Soorat Mein Uski Khatir, Jo Mere Honton Se Lafz Nikle, Jo Meri Aankhon Se Ashk Nikle, Unhi Ke Badle Mein Aey Khudaya! Jab Bhi Uska Naseeb Likhna! Urooj Likhna, Kamal Likhna, Kabhi Na Harf-e-Zawal Likhna, Khushiyan Likhna, Aur Uski Umer-e-Daraz Likhna...
...
...
...
...
...
...
Kadam ruk se gaye hain aj phol bikte daik kar Wo aksar muj se kehta tha “muhabat phol jesi hai”&nbs...
Ku Baku Phail Gai Baat Shanasai Ki Us Ne Khushbu Kee Tarah Meri Pzeeraie Ki Kiase Keh Doon K Mujhe Chorr Diya Us Ne Baat To Sach Hai Maggar Baat Hai Ruswaaie Ki Woh Kahein B Giya, Loutaa To Merey Paas Aya Bas Yahi Baat Hai Achhi Mere Harjaie Ki Us Ne Jalti Hui Peshaani Pe Jabb Haath Rakhaa Rooh Tk Aa Gaie Taa’seer Maseehai Kee ...

Wednesday, June 12, 2013

...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
...
Na Tha Kuch Tu Khuda Tha, Kuch Na Hota Tu Khuda Hota Dboya Muj Ko Hone Ne, Na Hota Main Tu Kya Hota Hoa Jab Gham Se Yun Behis Tu Gham Kia Sar Ke Ketne Ka Na Hota Gar Guda Tan Se Tu Zano Par Dhara Hota Hoi Mudat Ke Ghalib Mar Gya, Par Yad Aata Hai Wo Har Ik Baat Pe Kehna Ke Yun Hota Tu Kya H...
Itne Masroof Ho Gaye Ho Tum Dil Dukhane Bi Ab Nahi Aate Sari Umar Kar Ke Barbad Ishq Ki Izaat Chakh Li Us Ne Bi Burqa Pehn Lia Ham Ne Bi Dari Rakh Li Baray Sukoon Se Ruksat Tu Kar Dia Us Ku Phir Us Ke Baad Mohabat Ne Inteha Kar Di Na Bazm Apni, Na Saqi Apna, Na Sheesha Apna, Na Jam Apna Agar Yehi Hai Nizami Hasti Tu Ghalib Zindagi Ko Salam Apna Gham Ki Barish Ne Tere Naqsh Ko...
With the start of each new day I find myself thinking of you In the middle of my busy day my mind wanders and i think of you Out of nowhere i see your smile hear your laugh and i think of you Life is beautiful now because i fall in love all over again each line i think of y...
Yun Hi Intezaar Karta Raha Aur Waqt Dhalta Raha Mere Intezaar Ka Soraj Har Lamha Pigalta Raha Tay Tu Ye Hua Tha Ke Payen Ge Aik Hi Manzal Bech Rah Main Wo Mukr Gaya Suye Manzal Main Chalta Raha Kabi Us Ke Liye Hans Diye Kabi Us Ke Liye Ro Diye Wo Khud Ko Tu Na Badal Saka Bas Muj Ko Hi Badalta Raha Ab...

Tuesday, June 11, 2013

...